|
|
Islamic Sms Collection
Moat K Bad Insaan 5 Hisson Main Taqseem Ho jae ga:
1. Rooh Malk-ul-Moat lay jaye ge.
2. Maal Waris le jaye gein
3. Gosht Keerey Makory Kha Jaen gein.
4. Haddiyan Mitti Kha Jaen ge
5. Nekiyan Qarz Daar Le Jaen gey Lekn Koshish Karna K Emaan Shaitan Na Le Jaye
|
Quraan pak main irshad e Rabaani hai "JHOOT BOLNE WALON PR ALLAH KI LANAT"
1st april ko jan boojh kr jhoot bola jayga or jhoot bol kr khushi manayi
jayegi yani Khuda ki lanat pr b muslman khushi mnayga Khudara jtna hoske
1st april se pehly ye msg hr kisi ko send kro aur jhut bolne se muslmno ko bachao!
|
RIZQ Ko Kum Karne Wale 5 Asbab:1)
Magrib Aur Esha k Darmiyan Sona.2)
Qabristan Mein Hansna.3)
Namaz Qaza Karna.4)
Sajda-e-Tilawat Na Karna.5)
Andheray Mein Khana Khana.
Note: Plz Ye Baat Apny Ghar Walon Ko Bhi Batein Aur Ho Sake To Aage Bhi Send Karen. Jazzak'Allah ..
|
T0BA Jb banda toba krta hy tu ALLAH pak frishton say fermata hay k aaj aasmanoun may chraghan kardo,
farishtay sabab poochtay hen tu ALLAH pak fermatay hay k aaj maray banday nay mujh say sulah ker li,
toba ker li, jao aaj os k tamam gunahon ko mita do, nahi nahi balkay tamam gunahon ko nakiyon men badal do.
Allah k wastay itni mohabat krnay walay Rab ko mana loAao sab mil k TOBA ker lay.
Kia pata kab, kaheen zindagi ki sham ho jaye.
|
|
|