|
|
Users Submitted Sms
Waqt itraayega hum bikhar jaayege,
Kaun jaane hum kidhar jaayege,
Hum to aap ki parchayi hai,
Jahan tanhayi milli waha hum nazar aayege.
*** KASH ***
Kash
faheem0123@hotmail.com
|
Sapne ki tarah tujhe saja k rakhu
Chandini raat ki nazroon se chupa k rakhu
Meri qismat mere saath nahi
Warna zindagi bhar tujhe apna bana k rakhu
**KASH**
Kash
faheem0123@hotmail.com
|
Khamoshi aap ki hum se baat karti hai
Humari har aah ka dard samajhti hai
Pata hai majboor ho aap
Lekin aankhe aap ke deedar ko tarasti hai.
*** K A S H ***
Kash
faheem0123@hotmail.com
|
Tere pyaar me wo kar k dikhau
Marne ko keh do to mar k dikhau
Phir se janam le ke is dunya me aau
Tamanna phir bhi yahi hogi tujh ko hi paaun.
*** KASH ***
faheem0123@hotmail.com
|
Kaisa ajeeb zamana hai,
Kaun samjha kiss ne jaana hai,
\"KASH\" wo hum se juda naa hoote,
Jinke liye ye dil aaj bhi deewaana hai
Kash
faheem0123@hotmail.com
|
|
|